• 5 stars: 3 (33%)
  • 4 stars: 5 (56%)
  • 3 stars: 1 (11%)
  • 2 stars: 0 (0%)
  • 1 star: 0 (0%)
N
Naila Rashid

Handi glazed hone ki wajah se safai easy hai aur khanay ka taste lajawab hai.

A
Amna zaidi

Round glazed clay handi li aur waqai zabardast nikli Finishing itni smooth ke dekhne walay bhi pasand karen khana isme natural taste ke sath aur bhi lazeez ban jata hai. Lid perfect fit hoti hai aur serve karte waqt bohot graceful lagti hai. Yeh handi sirf bartan nahi ek classy experience hai!

M
M Anwar

Round glazed handi mein chicken curry banayi, bilkul tasty aur rich bani.

S
Shehla Fasih

Is handi mein sabzi banayi, flavor natural aur fresh nikla.

S
Sameena Sultan

Pehli dafa try kiya aur ab sirf mitti ke bartan hi use karungi

N
Naveen Salik

Handi me khana banane ka experience bohat acha tha, slow cooking ka asli maza aya.

J
Jahandad Malik

Handi ka taste bilkul desi style ka aya, jaise dadi ama banati thi

A
Amna

Mujhe plastic-free lifestyle pasand hai aur Hamari Mitti ka concept bohat unique hai. Bohat acha lagta hai ke hum environment-friendly products use kar rahe hain!

s
subhan ali

your product is amazing